Hello dosto Ye motivational video kaash aapke liye bnai gai hai.....aap isse jaroor dekhen .....Thanks
Motivational Video
1. Zindagi ka kuch pta nhi hai
isliye jo bhi karna chahte ho
vo aaj se hi karlo
2. Mauka aata nhi hai
usko banana padta hai
3. Ye mat socho ki aap
kya ho ye socho ki aap
kya-kya kar sakte ho
4. Marta vo hi hai apne
sapno par jiska nasha
hoti hai kamyabi
5. Kyo bathe ho or kya soch
rhe ho kuch karna nhi
hai kya zindagi me apni
6. Tasbeer ke sath-sath agar
taqdir badalna hai apni
to fir maidan me aao na
or khud ko aaj-mao na


