Sahi mayne me kaha jaye to ye hai ki Maa ki kabhi koi jaga nhi le
sakta...Maa ka sthan sabse uper hota hai.....Bhagwan se bhi pahle Maa ko
puja jata hai....Iss mamta mai Maa par aaj hum kuch adbhut shayari leke
aaye hai...Thanks
Maa Shayari | माँ शायरी
1. chuka sakta hoon karg
me harazo lakho ka par
itna amir nhi ki Maa ka
karg chuka sakoon
2. jab tak ghar me Maa na
dikhe ghar suna hi lagta hai
3. Maa bhale hi meri anpadh ho
par duniya ka mahatvpurn
gyan mujhe usne hi diya
4. dhanush se nikla hua kmaan
hoti hai,Maa hi bhagwan ke
smaan hoti hai
5. koshish nhi karta iss duniya
ko jitne ki bas meri Maa
khush ho jaye ussi me khush hu
6. chota tha to Maa ne pala
bada ho gya fir bhi Maa ne sambhala


